Dost shabd ko hi Apmaniyat jo kar gaya Mang Sindur saja ke jo anjan kar diya, Kaise bhul skti vo lamhe jo gujaare Swarth me apne na vo Insaan b rah gaya, Har bar sajisho ko range hatho hai pakda Insaan nh par jo fareb ka hai putla, Mit gaya shikwa b ab khuda se mere Kya krti muje vo pura jo ishq ka arth bhi na samjha....
No comments:
Post a Comment