Naya ek Rishta paida kyun karein Hum Bicharna hai to jhagra kyon karain Hum, Khamoshi se ada ho rasm.E.Duri Koi hungama barpa kyon karain Hum, Ye kafi hai k Hum dushman nahi hain Wafa-Dari ka da'awa kyon karain Hum, Wafa, ikhlaas, qurbani, Mohabbat Ab in lafzon ka peecha kyon karain Hum.
No comments:
Post a Comment