Showing posts with label Romantic SMS. Show all posts
Showing posts with label Romantic SMS. Show all posts
Friday, 18 July 2014
Yun Na Khench Apni Taraf Mujhay Be Bas Kar Ke
Yun Na Khench Apni Taraf Mujhay Be Bas Kar Ke
Easa Na Ho Ke Khud Se Bhi Bichar Jaun Or Tumko Bhi Na Milun...
Mere Dil-O-Dimagh Pe Humdum Kuch Aisey Hy Tera Basera
Mere Dil-O-Dimagh Pe Humdum, Kuch Aisey Hy Tera Basera
Ik Shakhs Ho Tum Sabke Wastey, Mere Liye Sara Jahan Ho.
Kal Raat Maine Apne Dil Se Tera Rishta Pucha
Kal Raat Maine Apne Dil se Tera Rishta Pucha ...
Kambakht Kehta Hai
Jitna Main Uska Hoon Utna Tera Bhi Nahi..
Thursday, 17 July 2014
2 Line Shayari, Ashaar, Chaahat, Chaahat Poetry, Happiness, Happiness Poetry, Love Poetry, Love Shayari, Love SMS, Love Urdu Quotes, Romantic SMS, Romentic, Sayings, Two Lines Poetry, Two Lines SMS, Urdu Poetry
Teri Umeed Tera Intezaar Jab Se Hai,
Na Shab Ko Din se Shikayat Na Dinko Shab Se Hai,
Kisi ka Dard Ho Karte Hai Tere Naam RaQam,
Gila Hai Jo Bhi Kisi Se Teri Sabab Se Hai,
Hua Hai Jab Se Dil-E-Naasabur BeQabu,
Kalam Tujhse Nazar Ko Badi Adab Se Hai,
Agar Sharar Hai To Bhadke Jo Phool Hai To Khile,
Tarah Tarah Ki Talab Tere Rang-E-Lab Se Hai,
Kahan Gaye Shab-E-FurQat Ke Jaagne Wale,
Sitara-E-Seher Hum-Kalaam Kab Se Hai...
Tuesday, 15 July 2014
Subscribe to:
Posts (Atom)





