Showing posts with label Sad SMS. Show all posts
Showing posts with label Sad SMS. Show all posts

Tuesday, 29 July 2014

Urdu Shayari Sad Love Images with Emotional Pictures

Urdu Shayari Image Ik Rabasum Hazaar Shikwoon Ka Kitna Piyara Jawaab Hota Hai Poetrysync Blog

Ek Rabasum Hazaar Shikwoon Ka,
Kitna Piyara Jawaab Hota Hai...!!!




Urdu Shayari Images Tum Kya Jano MUHABBAT Ke MEEM Ka Matlab Agarr Mill Kaey To MOOJZAA Aur Na Mily To MOUT Poetrysync Blog

Tum Kya Jano MUHABBAT Ke MEEM Ka Matlab,
Agarr Mill Kaey To MOOJZAA Aur Na Mily To MOUT...!!!


Urdu Poetry Images Daastan e Wafa Bass Itni Si Hai HASSAN Uss Ki Khatir Usi Ko Choor Diyaa Poetrysync Blog

Daastan-e-Wafa Bass Itni Si Hai HASSAN,
Uss Ki Khatir Usi Ko Choor Diyaa...!!!



Urdu Shayari Images Itni Siddat Aansuon Me Pehly Kabhi Na Thi Dekha Apny NASEEB Ko To Sar e Aam Ro Diyaa Poetrysync Blog
Itni Siddat Aansuon Me Pehly Kabhi Na Thi,
Dekha Apny NASEEB Ko To Sar e Aam Ro Diyaa...!!!



Urdu Shayari Images Teri Talab Ki Hadd Ne Easa Janoon Bakhsha Hai Hum Se Uth Bethy Tujhy Khwaab Me Tanha Dekh Kar Poetrysync Blog

Teri Talab Ki Hadd Ne Easa Janoon Bakhsha Hai,
Hum Se Uth Bethy Tujhy Khwaab Me Tanha Dekh Kar...!!!

TU AGAR CHAHE TO BARBAAD KAR MUJHE



TU AGAR CHAHE TO BARBAAD KAR MUJHE

ES BAHANE HI SAHI YAAD KAR MUJHE,
MAIN THAK GAE HUN ES KIRDAR KO JITE JITE,
JISM KI KAID SE AAZAD KAR MUJHE....

Bichhar Chala Hai To Meri Dua Bhi Leta Ja




Bichhar Chala Hai To Meri Dua Bhi Leta Ja...!!

Wahan Wahan Mujhe Paye Jahan Jahan Jaye...!!

Yun Hi Rakhte Rahe Bachpan Sy DiL Saaf Hum Apna




Yun Hi Rakhte Rahe Bachpan Sy DiL SaaF Hum Apna.,

Pata Nahi Tha Ke Keemat To Chehre Ki Hoti Hai DiL Ki Nahi...

Chalo Mana Ke Tumhari Aadat Hai Tarpana




Chalo Mana Ke Tumhari Aadat Hai Tarpana,

Zara Socho Mein Agar Marr Gaya To Kya Karoge..!!

Alfaz Gira Dete Hain Jazbaat Ki Qeemat




Alfaz Gira Dete Hain Jazbaat Ki Qeemat,

Jazbaat Ko Lafzoon Me Na Dhala Karo...

Bohat Purani Dusmani Hai Naseeb Ki Meri Zaat Se



Bohat Purani Dusmani Hai Naseeb Ki Meri Zaat Se,

Main Jis Ko Jitna Chahti Hun Naseeb Usko Utna Door Ley Jata Hai...

Youn Kehne Ko To Hum Bare Khush Mizaaj Hain Lekin



Youn Kehne Ko To Hum Bare Khush Mizaaj Hain Lekin,

Rula Deti Hain Apnon Ki Pyaar Ki Hasrat Kabhi Kabhi.

Bohat Kho Chuka Hon Zindagi Me Ab Khony Ki Taqat Nhi Mujh Me




Bohat Kho Chuka Hon Zindagi Me Ab Khony Ki Taqat Nhi Mujh Me,

"YAA RAB"

Yeh Jo Kuch Log Mery Hain Unhain Mera Hi Rehny Dey..

Monday, 28 July 2014

Humain Ehbaab Ki Lambi Qataroon Se Nahi Matlab

Humein Ehbaab Ki Lambi Qataroon Se Nahi Matlab,

Koi Dil Se Hamara Ho To Ik Shakhs Hi Kafi Hai..

Kabhi Yaadein Kabhi Baatein Kabhi Beeti Mulaqaatein




Kabhi Yaad'ein, Kabhi Baat'ein, Kabhi Beeti Mulaqaat'ein,

Bohat Kuch Yaad Aata Hai Tumhare Yaad Aane Se.

Saamney Mere Jo Tum Muh Karke Nahin Bethey



Saamney Mere Jo Tum Muh Karke Nahin Bethey,

Kya Kisi Ke Saamney Yeh Bhi Qasam Khayi Hui Hai???

Ab To Aadat Si Ho Gayi Hai Dard Sehne Ki




Ab To Aadat Si Ho Gayi Hai Dard Sehne Ki
Apne Hi Zakhmon Me Dub Kar Rehne Ki,

Khamosh Tanhai Me Ab Dil Lagta Hai
Na Pukare Koi, Nigah Uthane Se Bhi Dil Darta Hai..

Saturday, 26 July 2014

Tumne Kiya Na Yaad Kabhi Bhool Kar Humain




Tumne Kiya Na Yaad Kabhi Bhool Kar Humaian,

Humne To Tumhaari Yaad Mein Sab Kuch Bhula Diya..!!

Raat Darwaze Ki Dastak Pe Dhyan Na Diya



Raat Darwaze Ki Dastak Pe Dhyan Na Diya,

Subah Joh Pairon Ke Nishan Dekhe To Bahut Roye..!!

Teri Judai Ke Shikwy Mein Kis Se Karon




Teri Judai Ke Shikwe Mein Kiss Se Karon,

Yahan Har Koi Abb Bhi Tujhe Mera Samjhta Hai..!!

Kaash Ke Koi Hamara Bhi Hota




Kaash Ki Koi Hamara Bhi Hota,

Seena Taan Ke Chalte Ishq Ki Galiyon Me..!!