Showing posts with label B. Show all posts
Showing posts with label B. Show all posts
Tuesday, 29 July 2014
Bohat Purani Dusmani Hai Naseeb Ki Meri Zaat Se
Bohat Purani Dusmani Hai Naseeb Ki Meri Zaat Se,
Main Jis Ko Jitna Chahti Hun Naseeb Usko Utna Door Ley Jata Hai...
Bohat Kho Chuka Hon Zindagi Me Ab Khony Ki Taqat Nhi Mujh Me
Bohat Kho Chuka Hon Zindagi Me Ab Khony Ki Taqat Nhi Mujh Me,
"YAA RAB"
Yeh Jo Kuch Log Mery Hain Unhain Mera Hi Rehny Dey..
Wednesday, 23 July 2014
Bikhar Gayi Hai Duniya Meri Un Tufaanon Me Kahin
Bikhar Gayi Hai Duniya Meri Un Tufaanon Me Kahin,
Ek Lau Liye Jee Rahe The Ab tak, Woh Bhi Aaj Bujha Di Tune ..
Badalti Nahi Qismat Hathon Ki Lakirein Mitane Se
Badalti nahi qismat hathon ki lakirein mitane se
yaadein nahi mitti kisi k bhool jane se,
kiye faida jo kisi ke khatir duniya se rooth jae
yahan kisi ko fark nai parta kisi ke toot jane se...
Monday, 21 July 2014
Manual Slide Show (Using Image Widget)
Bus sath tum na chodna mere apno ki tarah
Meri sachaai ka ek bus tum hi gawah hai,
Is zameen par nhi teri kadra karne wale to kya
Us jahaan me to sabko tujse milna hi hai MUOLA.
Friday, 18 July 2014
Thursday, 17 July 2014
Wednesday, 16 July 2014
Btao Kon Tha Kesa Tha Jis Se Silsla Thehra
بتاؤ کون تھا ، کیسا تھا جس سے سلسلہ ٹھہرا؟
کہا کر کے وفا کا خون آخر بے وفا ٹھہرا
بھلا پھولوں سے بھنورے کس زباں میں بات کرتے ہیں؟
کہا، خوشبو سے خوشبو کا انوکھا رابطہ ٹھہرا
ذرا بتلاؤ اِک انجان پر اتنی عنایت کیوں؟
کہا، دل کے صحیفے میں یہی تو معجزہ ٹھہرا
سنو کیسا لگا اس شخص سے ملنا ، بچھڑ جانا؟
ملا تو اجنبی تھا وہ ، بچھڑ کر آشنا ٹھہرا
بھلا محبوب سو پردوں میں بھی کیونکر نمایاں ہے ؟
ازل سے تا ابد دل کے ، وہ کعبے کا خدا ٹھہرا
پلٹ کر ہر طرف سے کیوں نظر اس شخص پر ٹھہری؟
.................وفا کے سلسلوں کی وہ ، مسلسل انتہا ٹھہرا
Sad Tanhai Urdu Shayari Ghazal Bta Rah-e-Mohabbat Me Chalon Main Kis Tarah Tanha
Bta Rah-e-Mohabbat me
Chalon main kis tarah tanha,
Bina terey mere humdum
Chala mujh se nahi jata,
Meri khushio'n k sab khaakay
Tumharay bin adhooray hein,
Mere sapnay, meri ratein
Mere sab din adhooray hein,
Mera sapna jo haqiqat main
Jo youn tabdeel ho jaye,
Agar tum aa milo mujh se
Meri Takmeel Ho Jaye...!!!
Tuesday, 15 July 2014
Bheegi Hoi Aankhon Ka Ye Manzar Na Mily Ga
Bheegi hoi aankhon ka ye manzar na mily ga
Dil toorr ke mat jao kahain ye dil na mily ga,
Phir yad bohat aae gi zulfo ki ghaani shaam
Jab dhoop me saya koi sar par na mily ga,
Aansu ko kbi Oous ka qtra na smajhna
Aisa tumhein chahat ka samandar na mily ga,
Is khuwab k maahol me be-khouf hy aankhen
Jb neend boht aaye gi bistr na mily ga,
Ye soch lo ab aakhri saya hy mohabbat ka
Is dil se utho gay to koi dil na mily ga. - See more at:
Bohat Khamosh Logon Se
Bohat khamosh logon se
BOhat uljha nahi karty,
Jo dil ko roog lag jaen
Wo phir suljha nahi karty,
Chalo tum keh rahy ho
To phir hum aisa nahi karty,
Maghar aab dil ye wapis lain
Ye hum souda nahi karty,
Hamara dil tumhara hai
Bhaly tum jis jagah jao,
Tasalli dil ko ye di hai
K tum dhoka nahi karty,
Dilon k mamly hain ye
Tumhi se payar karty hain,
Hamain tum bhool jaogy
Ye hum socha nahi karty,
Bohat khamosh logon se
Bohat uljha nahi karty,
Jo dil ko roog lag jaen
Wo phir suljha nahi karty.
Subscribe to:
Posts (Atom)