Mujhy arzu-e-sehar rahi
Yunhi raat bhar bari dair tak,
Na bikhar saka na simat saka,
yunhi raat bhar bari dair tak,
Hai bohat azaab or akely hum,
Shab-e-gum bhi meri taweel tar,
Rahi zindagi bhi saraab or
rahi aankh tar bari dair tak,
Yahan har taraf hai alag sama,
Sabhi khud pasand sabhi khud numa
Dil-e-beqrar ko na mila
koi chaara gar bari dair tak
Mujy zindgi hy aziz tar
isi wastay mere hamsafar
MujAy Qatra Qatra pila zeher
Yunhi raat bhar bari dair tak,
Na bikhar saka na simat saka,
yunhi raat bhar bari dair tak,
Hai bohat azaab or akely hum,
Shab-e-gum bhi meri taweel tar,
Rahi zindagi bhi saraab or
rahi aankh tar bari dair tak,
Yahan har taraf hai alag sama,
Sabhi khud pasand sabhi khud numa
Dil-e-beqrar ko na mila
koi chaara gar bari dair tak
Mujy zindgi hy aziz tar
isi wastay mere hamsafar
MujAy Qatra Qatra pila zeher
Jo karay asar bari dair tak.!