Saturday 19 April 2014

Ashk apna ya tUmhara nahi dekha jaata

Ashk apna ya tUmhara nahi dekha jaata 
Abr ki Zadd mein sitaara nhi dekha jaata 

TerE chehry ki kashish thi k Platt kar dekha 
warna So0raj ko dobaara nhi dekha jata 

maUj dar maUj ulajhnay ki hawas baymaani 
Do0bna ho to sahara nhi dekha jaata 

AAg ki Zidd py na ja phir sy bharrak sakti hy 
raakh ki Teh mein sharara nhi dekha jaata 

kya ajab baat hy dil jis ka nagar hay 
uSi dil py uSi shakhs ka ujaara nhi dekha jaatj
Comments
0 Blogger Comments